Online Istikhara
Istikhara aik amal hai jo islami taleem ke tehat kiya jata hai. ye aik tareeqa hai. jis ke zariye insan apne zindagi ke mukhtalif masail ke hal ke liye khuda se mashwara hasil karta hai.
istikhara ka matlab hota hai ” khuda se mashwara lena”. ye amal ibadati tor per kiya jata hai. jis mai insan mukhtlif tareeqo se istikhara kar ke khuda se mashwara mangta hai .
Is makhsos amal ko nimaz e istikhara bhi kehte hen or ise nimaz ki sorat ma bhi ada kia jata hai. is amal se shakhs jo ye amal kar raha ha wo apne mushkilat ke bary ma hidayat or sahi rasta chahta hai. Istikhara ke zariye shakhs khuda ki raza or hidayat ko talab karta hai. ta ke wo apni zindagi ke masail ke liye drust rah dikha sake. is amal se liye gaye fasly ko insan khuda ki marzi se kiya gya faisla samjhta hai.
ager ap apne zindagi ke kisi bhi masla ke liye istikhara karwana chate hen or istikhara ke mutabiz apne mamlat ko drust krna chate hen to aj ap ham se rabta kr sakte hen. peer Riaz Shah jalali istikharah specialist.
